Legal Question in Appeals and Writs in India

Main ek shop pa kam karta hun sab kuch mere hee habale hota hai lekin kal mere ek purane saath kam kArne wale ne sab le samne keh diya ki tune bahut faroud kiye hain purani jagah.mejhe bahut bura laga vo mere neeche kam karta tha please tell me kya main uske upar maan hani ka case kar sakta hun

Uski umar kareeb 65 le aaspas hai aur meri45 hai

Kripya mujhe meri email id par suj bheje taki main aapse con kar saku

[email protected]

8010220804

9868387695


Asked on 7/23/16, 8:36 pm

1 Answer from Attorneys

1) purane wale ka saath kya hua kaisa malum padega? Aap ke upar unka kya shikayat hai?

2) aap sthaniy vakila se pura case bathake salah lejiye.

Read more
Answered on 7/24/16, 12:16 am


Related Questions & Answers

More Appeals and Writs questions and answers in India