Legal Question in Business Law in India

sir,mai ek civil contractor k sath mil kar construction ka work kr rha tha mai es kaam me 410000 ka cheq dwara paise uske naam se diya jab ki kaam aur bank account usi k naam se tha .uske awaj me 300000 ka ek cheq diya tha viswas karne k liye aur ghaziabad court se 50 rupye ke stamp paper pe partnership agreement bana tha 50-50 partner ka lekin 9 month kaam hone k baad 2500000 ka company dwara payment mila jisme mujhe kuch nhi diya aur paisa mangne par wo mana kar rha hai bolrha hai jab hoga todunga jab ki mai bank loan lekar paise kaam melgaye the .jab ki cash book mere pass hai jisme labour ka payment hua hai usme total payment 1100000 ke aas pas hai

mai bahut paresan hu kuchh samajh nhi aa rha mai kya karu so pleas koi salah bataye mai aapka hamesa aabhari rahunga,.RK dubey


Asked on 1/22/15, 10:37 am

1 Answer from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

23.01.2015

Dear R K Dubey,

Aapnay Rs. 7,10,000/- contracting dhanday may juday ... aur 9 mahine kaam honay kay baad aapko Rs. 25,00,000/- mile ... aapko faayda he faayda hua ... usmay aapka kya nuksaan hua ? Agar aapnay diye gaye Rs. 11,00,000/- tankhwa bhi juday phir bhi aapko Rs. 6,90,000/- ka nafa hota hai. Meri raay may aap befar raho aur apna dhada jaaree rakho.

Regards,

Read more
Answered on 1/22/15, 8:21 pm


Related Questions & Answers

More Business Law questions and answers in India