Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

Q:

mera sawal ye hai kay meri sister ko divorce hui hum nay case jeet liya child maintenance aur jehez kay pasay wapsi ka degree jari hogi laykin degree 2003 may jari hui aur aik payment bhi wasool ki 20000 thousand laykin us kay baad hum nay kuch nahi kia na koi payment aye na hum court gaye is condition may hum kaisay pasay wasool karain gay bachay ki maintenance bhi nahi mili. may nay suna hai 6 saal baad case band hojata hai? please is silsilay may guide karain. thanks


Asked on 11/07/15, 5:07 am

4 Answers from Attorneys

M. Mazhar Javed TRI-LEGAL & Tax Consultants

case decree hone k baad execution ki application file karni hoti hay, jo k i think aap ne nahi ki. so abhi condonation for delay ki application k sath file ki ja sakti hay.

Call for details 0321-5535469

Read more
Answered on 11/07/15, 9:04 pm
Zafar Iqbal Ch.Zafar Iqbal Khan Advocate

Aap ne decree honay k baad execution file ki thi ya nahi

Read more
Answered on 11/08/15, 2:26 am
Zafar Iqbal Ch.Zafar Iqbal Khan Advocate

Aap ne decree honay k baad execution file ki thi ya nahi for detail discussion you may call 0333-6681494

Read more
Answered on 11/08/15, 2:28 am
Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

aap dobara aplication day sakti hain.

0333-5492377

[email protected]

Read more
Answered on 11/08/15, 5:27 pm


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan