Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

sir,

meray walid ne apna mukan apni zindgi main meray nam hiba kar deya tha aor do gwahon ki mojodgi main astamp paper lekh deya tha . lekan pesoon ki kami ki waja se inteqal aor registery nahi karwa sakay, 16 month k baad meray walid wafat pa gay. aab meray bhaai jo keh walid se ba waja naa cha qi alaidah rehtay thay apny hissay k talabgar hain. please guide me , meray walid k astamp paper par lekhay gay hiba namay ki qanooni hesyat keya hay ?

Akhter Hussain

Shad Bagh Lahore


Asked on 3/11/15, 12:39 am

2 Answers from Attorneys

Owais Ahmad Qadri United Law Associates

dear ap is dacumnet ki basis par malik ho agar ap isi makan me rhayish pazeer ho to ap case file karo gy declaration ka civil court me jis me ap ko court decree de gi k ap mailk ho us ko intiqal ya registry k zarye transfer kr lo.

owais ahmad qadri 03005823132

[email protected]

Read more
Answered on 3/11/15, 2:34 am
Sheikh Mohammed Akram Nazir Akram Nazir Law Chamber

you have a good case , but need to file a civil suit immediately. for details you can contact me at 0323 4638149.

Read more
Answered on 3/11/15, 10:18 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan