Legal Question in Criminal Law in India

I m from baroda gujarat ,

mere marriage hua 8 yrs ho gaya hai aur meri wife falsely fiiled 498A, Dowry,and Domestic act ka cas file kiya hai,, aur woh bhi apne maike jane ke 5 months ke baad...(due to minor homely dissussion). i have 3 1/2 yrs old son.. jo abhi uske paas hai. 15-09-2012 ko jab 498A ki uske dusre hi din hamko bail mil gayi thi aur maine mere son ke liya 22-10-2012 ko ki child custory aur intrim (visiting rights) ke liye petetition kar diya tha jo ab tak muje visiting rights nahi mila hai..

1. woh 12-04-2012 ko apne ghare chali gayi without my ...(due to minor homely dissussion). permission.

2. 14-04-2012 ko ghaar aakar sab kapde, sab mere documents, uska pan card, elction card jo ek hi file mein rakhte the hum aur ornaments le gayi apne saath

3. 15-07-2012 ko meri cousing ke function mein aayi bhi thi..jo proof hai album mein.

4. inn 5 months mein compromise 3 baar hua .(ghar se alag mere saath rehnae ke liye) aur harbaar koi koi bahana baana dete woh log.

5. uske bad 15-09-2012 ko 498A, Dowry ka suddenly case dal diya aginst hole my famil includig my sister jiski shaddi ko 7 saal ho gaya hai

6. 22-10-2012 ko usne domestic kiya jisme usne 7,000 ka monthly maintenance manga hai. but she is also doing job..since july 2012 se.. case chal raha hai.

7. aur usne job mein marital status Single batay hai..maine check karva liya hai.

8. usne dusra Pan card issue karvaya hai uske father ke naame se 22-06-2012 ko,, jab uska already after marriage pan card hamne issue karvya tha mere naam se. aur dono pan card active dikha raha hai jab maine online status check kiya tab. aur dono panc card ka no. alag hai..aur name alag hai..but signature mein mera naam hai..

pls give me advise that what should i strictly action against her?


Asked on 7/18/13, 4:38 am

2 Answers from Attorneys

Sudershan Goel India Law Offices of Sudershan Goel - Advocate

You should consider an amicable out of court settlement. If you start litigation, you will first have to make payment to her towards her maintenance and litigation expenses. Consultation with a local lawyer may help you better.

Read more
Answered on 7/18/13, 6:29 am
KarVai Legal Solutions Rajiv Gupta 9811284735 Ch.No: 359, Western Wing, Tis Hazari, Delhi www.karvai.in

your case requires thorough legal research.

thanks and regards

Adv. Rajiv

Read more
Answered on 7/18/13, 10:10 pm


Related Questions & Answers

More Criminal Law questions and answers in India