Legal Question in Family Law in India

Dear sir,

mere mammi papa ka 15 sal talak ho chuka h aur talak ke 4 sal baad papa apna pushteni makan chodkar mammi ke sath rahne lage h, talak ke time meri age 14 year thi, mere dada ji ko makan unke pitaji ne gift kiya tha aur ab mere dadaji aur dadiji ki death ho gai he makan mere chacha ke kabje me he aur wo hissa nhi derhe he. mera question he ki...

mere papa makan me hissa nhi lena chahte to kya unke behalf me chacha par court case karke me hissa mang sakta hu.


Asked on 5/27/16, 5:55 am

1 Answer from Attorneys

Ha aapka haq hai

Read more
Answered on 5/28/16, 10:57 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India