Legal Question in Family Law in India

Husband ne wife ko ghar se nikal diya hai. Yeh dusri baar hua hai. Wife ko dowry ke liye pareshan karte the. Mentally torture karte the. Wife ne husband ko phone kar ke baat karne ki koshish ki tab husband kehta hai ki wife 5 lack ki jawellery le kar chali gayi hai. Wife apni marzi se gyi hai. Aur wife aur uske parents ki planning thi ki shadi ke 1 month baad vo husband ko chod degi. Vo husband se paise lena chahti thi. Husband apni family aur relatives ke sath mil kar wife aur uske parents ko threat kar raha hai. Aur divorce papers sign karne ke liye force kar raha hai. Wife ko kya karna chahiye. Kya women cell me complain karna sahi hoga ? Kya karna chahiye?


Asked on 7/10/16, 9:26 am

2 Answers from Attorneys

1) File DV, 498A 125 CrPC cases immediately without further delay.

2) If husband files divorce, then wife gets alimony.

3) Preserve all evidences both documentary and record all oral including

Email, SMS, Whatsapp, facebook internet chats etc.

4) Consult a local experienced relevant law expert, an able Advocate

of repute with full facts.

Read more
Answered on 7/10/16, 9:41 am

you may file case and get divorce

Regards

[email protected]

Read more
Answered on 7/11/16, 5:11 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India