Legal Question in Family Law in India

Main 28 years ki hu or meri 4 years ki beti hai...main apne pati ko divorce ni dena chahti lekin unse alag rehna chahti hu..is it possible? N es halat me beti kiske pas rahegi...beti ko main apne pas rakhna chahti hu...


Asked on 4/18/14, 3:17 pm

1 Answer from Attorneys

Dear client generally beti maa ke pass hi rahati hai. Agar aap bina divorce ke alag rahana chayati ho rah sakati ho. Magar aap ka pati aap ke khilaf divorce or koi dusra case kar sakata hai. Aur kisi jankari ke liye muze 9422611385 pe call kare

Adv prasad patil

Read more
Answered on 4/18/14, 6:31 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India