Legal Question in Family Law in India

respected sir, mere brother ne delhi mein apni wife ko apne sath rakhne ka case kiya tha. jo apne mom ke sath chali gayi jammu ulta sidha dhamki de kar phir humne FIR ki police mein ki iski mom aai hamare ghar par dhamki de kar chali gayi. jo humne case kiya tha wo x party hua hai.hamare fever mein ladki wale ek bhi date mein nahi aae court mein isi beach ladki walo ne jammu se 488 aur 498a case kiya tha meri puri family par.yaha par unko fever kiya ja raha tha bina sabut ke aur court mein ulta sidha bola jata tha like apki mom heart ki mariz hai budi hai to kya hua jail mein bhi iaaj hota hai . phir humne jammu heigh court mein quashing ke liye apply kiya 498a ke liye jo hamare fever mein hua hai. ladki ki lawyer ne court mein kaha ladki ko yaad nahi hai kab uski mara pita aur dowary maga etc phir court ne judement mein kaha ki ye law of abuse kiya hai aur jurmana bhi lagya hai ladki walo par case quash hua hamare fever mein, par prob yaha ye hai 488 case mein ladki kehti hai ye log muje marte the etc aur maine llb ki hai ab llm karne ke liye i need money from my husband par isne court mein jhot likh kar diya hai. jabki ladki llb mein fail hui hai hamare pass iski mark sheet hai.par court ladki ko galat fever kar raha hai maine court ko x party ki judgement bhi di hai aur 498a quashing ka judgement bhi jo hamare fever hai .jo ki prove hai humne kabhi iske sath kuch galat nahi kiya par court ke judge nahi maan rahi hai insub judgements jo hamamre fever mein hai aur sach hai .ladki ka dad usi court mein kaam karta hai jiske karan uski waha aachi jaan pechan hai aur hum logo ko bahut problem face karni pad rahi hai ladki ka dad bahar walo se message bejta hai ab compromise kar lo warna court mein bura haal kar duga etc pls help and guide kyun ki itne sare sabut hai par judge hamari nahi sun raha hai....1 question ki koi judge keh sakta hai main heigh court ke judgement ko nahi manti jo quash hua hai na delhi wali judgement jo x party hua hai 2 question koi judge ase keh sakta hai ldkke ko, ki ladki ko kahi se bhi money do chahe sadak par bikh mago aur ladki court mein has rahi hai sath mein uska dad 3 question kya hum delhi mein maanhani ka case kar sakte hai inke khilaf aur agar kar sakte hai kya ladki wale jammu shift karwa sakte hai case aur pls case se related guide me..thxs


Asked on 6/17/13, 3:08 am

1 Answer from Attorneys

Yash Kumar Yash Kumar & Co.

Dear Sir,

Under Article 227 of Constitution of India all the Judgments passed by Hon'ble High Court are binding on all the subordinate Courts. The contempt of Court can also be done by the person who is presiding over the chair and therefore, you can file for contempt proceedings against the errant Judicial officer in the concerned High Court. One can always file for the Transfer Petition from one State to another State by filing an application under Section 25 of the Code of Civil Procedure in the Hon'ble Supreme Court. Yes you can file defamation suit against them in Delhi. For further advice you may contact me on my mobile 08750228171.

Thanks

.

Read more
Answered on 6/17/13, 9:10 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in India