Legal Question in Family Law in Pakistan

As salam o alikum.

Meri zoja mujh se alehdgi chahti hain aur meri 1 beti bhi hai 10 mah ki.

Meri zoja last 5 mah se apne ghar chali gai hain aur beti ko hi sath le gain aur us waqt se hamare darmiyan koi rabta nahi.

Agar is halat me alehdgi ho jae to main apni beti hasil ka sakta hun?


Asked on 8/18/15, 12:22 pm

3 Answers from Attorneys

Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

Chances are there. But less.

0333-5492377

[email protected]

Read more
Answered on 8/18/15, 12:52 pm
M. Mazhar Javed TRI-LEGAL & Tax Consultants

aap is stage per beti tu hasil nahi kar sakte kiun beti buhat choti hay. Haan magar aap court k order se beti se time to time mil sakte hain.

For more help call 0321-5535469

Read more
Answered on 8/18/15, 7:39 pm
Owais Ahmad Qadri United Law Associates

dear my brother Mazhar Advocate ne ap ko jo jawab dya wo drust he .

magar ap alhdgi se pehly conjugal right yani qabza bazu ka case file kardo or beti k custody or visitation be file kro ye ap k ley behtar hoga.

oaqadri@ gmail.com

0333 582 3132

0300 582 3132

Read more
Answered on 8/18/15, 10:46 pm


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in Pakistan