Legal Question in Family Law in Pakistan
Assalam o Alaikum,
Mn aap se aik question pochna chahta hoon k agar aik shakhs ny apni wife ko ye keh kar talaq de di k "meri taraf se tujhy 2 saal baad talaq hy" to iss talaq ki kia haqeeqat ho gi? kia 2 saal baad wife ko automatic talaq ho jay gi ya nahi? mazeed ye k 2 saal tak wo wife hsuband k sath reh sakti hy ya apne parents k ghar rahe gi?
aur union council mn document kab bheeje jain gy? 2 saal baad?
Asked on 1/13/16, 11:36 pm
2 Answers from Attorneys
Salman Khan
International Lawyer
agar iss arsy mei ruju hojaye tou talaq nai hogi.. lekin talak ka mazak nai hota .. aisay alfaz kehnay nay chahye.. contact lawyergolra@gmail.com for more..
Regards,
www.internationallawyer.info
Answered on 1/16/16, 7:47 am
Adnan Bashir
A B Choudry Law Firm
ask any Mufti Sahib.
0333-5492377
abchoudry@gmail.com
Answered on 1/26/16, 6:01 am