Legal Question in Family Law in Pakistan

M ne apni bv ko aik sal pehly zabani talaq di thi, us ne cote case kr diya k mere husband ne mujhy talaq day di he is liye mujhy bachon ka kharcha or iddat k pese diye jain, m ne b court m talaq accept kr li or inturm kharcha dena sharu kr diya, ab us ne case ye kha kr uth liya k hamari sula ho ri he, aik week k bad phir us ne dubara case kr diya k mujhy talaq ni hoi, mera khercha b diya jay, ab cort ne bachon k sath bv ka b inturm kharcha dal diya he, ab m kiya karun? M zabani talaq de chuka hon, agr ab dubara council k zarye don to aik sal ka kharcha bv ka b dena pry ga, kia court ye talaq accept krlegi jis m mian bv dono talaq accept kr chuky he, lekin ab bv dosre case m inkar kr ri he


Asked on 5/25/17, 1:00 am

2 Answers from Attorneys

M. Mazhar Javed TRI-LEGAL & Tax Consultants

Call and discuss your matter in detail

0321-5535469

Read more
Answered on 5/25/17, 1:04 am
Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

contact at

[email protected]

or

0333-5492377

Read more
Answered on 9/25/17, 5:40 am


Related Questions & Answers

More Family Law, Divorce, Child Custody and Adoption questions and answers in Pakistan