Legal Question in Landlord & Tenant Law in India

Meri gandhinagar me zameen hai hum ko lease par dene ki hai, hum ne lease deed pe sign ki hai ab esa hua ki thodi term and condition change karne ki thi to hum ne lease deed cancelled karvane ke liye lawyer ko diya aur usko bola ki abhi cancelled mat karna to usne bhul se cancelled kar diya aur notary karva di to kya woh notary karvai hai wo cancelled ho sakti hai


Asked on 2/01/13, 6:59 am

2 Answers from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

01.02.2013

Dear Sir / Madam,

(Gandhinagar, Gujarat)

Agar aap aur contractor kay beechmay patta vilekh (lease deed) may tay kiye gaye mool niyamo aur shartoh may kuch badlaav karnay hai, aur woh patta vilekh par aapnay niyamo anusaar Stamp Duty bharee hai, toh nimnaleekhit puranay patta vilekh may jod patra lagaakar aap aur contractor usee par dastakhat kare aur aapkay vikal ko gawaah rakhiye. Lekhaa adhikari ko suchana dekar, naye kaagzaat darj kare.

Regards,

Read more
Answered on 2/01/13, 7:21 am

dear client....

If the lease deed was registered with notary then yes he can even cancelle the same but if it has been registered with sub registrar then no the notary can not make such cancellation...

for any further help contact at [email protected]

Read more
Answered on 2/01/13, 11:24 pm


Related Questions & Answers

More Landlord & Tenants questions and answers in India