Legal Question in Tax Law in India

mere father aur meri mother ke naam se joint account (either or survivor) Tha. feb.08 mein father ki death ke baad mother ne bank account se father ka naam delet karakar mera naam joint kara Liya. Nov.09 mein mother ki bhi death ho jane ke baad april,10 meine mother ka naam delet kara diya. father pensioner the tatha unki death ke baad mother ko family pension bhi milati thi.tatha her saal woh 15 H form bhi bank mein deti thi. 2009 mein 15H nahin diya. Lekin phir bhi bank TDS nahin deduct karati thi.

bank mein 400,000 ke karib amount deposit tha. Ab please mujhe batayein ki kya mujhe ukta samast amount ko meri return mein income ke roop mein dikhakar uspar income kis prakar dena hoga. aur kya 2009 jis year mein mother ki death hui thi us year mein mile interest per bhi ab july tak income tax diya jana hai. ya 2009 ke baad ke period ka income tax mujhe kis prakar dena hoga please mujhe batayein.


Asked on 6/11/11, 9:27 am

1 Answer from Attorneys

Shrichand Nahar S.V.Nahar, Advocate

Inheritance is not income.

Interest earned on amount inherited i.e. interest from date of death of mother will be required to offered for tax in your return.

Read more
Answered on 6/11/11, 11:00 pm


Related Questions & Answers

More Tax and Taxation Law questions and answers in India