Legal Question in Civil Rights Law in Pakistan

mera sawal yeh hai k meray shohar k 4 bhai aur 1 behan hai meray shohar k 2 ghar hain ek main us ki bewah rahti hai, ab sawal yeh peda hota hai k kiya jis ghar main us ki bewah rahti hai to us main bhi marhoom k bhai ya behn hisa lay saktay hain,ya nahin,aur dosri bat yeh hai k jis ghar main bewah rahtai hai wo house building k qarza main hai zara tafseel sa farmaiya ga k kiya bewah jis ghar main rahti hai kiya us ki share kark bhayon ko dedya jai.


Asked on 5/14/12, 9:47 pm

2 Answers from Attorneys

Salman Khan International Lawyer

salam,

Let me know how many children the deceased left and are they male or female. in case of male children the siblings have no shares. Let me know details at [email protected] so that i can guide u properly..

Regards,

Read more
Answered on 5/15/12, 4:03 am
Adnan Bashir A B Choudry Law Firm

Har Shakh har inch main hissa dar huta hai.. baqi property ki adjustment court karay gee

0333-5492377

[email protected]

Read more
Answered on 5/15/12, 7:00 am


Related Questions & Answers

More Civil Rights Law questions and answers in Pakistan