Legal Question in Criminal Law in India

Sir meri wife ki death tuberculosis ki wajah se hui hai mere in-laws ne dahej hatya ka case lagaya hai post martem me bimari se maut ka hona aaya hain csp ne padosiyo k byaan liye hai jis me unhone dahej ki baat ko jhoot Bataye hai aap salah de kya ho sakta hai agrim bail milegi ya nhi bari honge ya nahin


Asked on 6/02/16, 10:12 pm

1 Answer from Attorneys

Bar bail alag alag bate hai. Bail court ka adhikar hai parents yah bahut kuch aap ke petition par bhi nirbhar karta hai.

Insab ke allawa bhi agar app nirdosh hai to aap case ke trail me na jakar apne km nirdosh sabit kar sakte hai or aisha hai a k nirdosh ko karna bhi chahiy bewajha case se bachne or jhuta aarop laganewale ko saja dilane ke liye.

Read more
Answered on 6/06/16, 8:43 pm


Related Questions & Answers

More Criminal Law questions and answers in India