Legal Question in Banking Law in India

Sir, meri multi city cheque hai jo lagatar two time bounce ho gaga hai ,bank mere khilaf kya karyawai ker sakti hai , kya ye criminal ofence hai ,iske under kya ho sakta hai please mujhe marag dersit kere.


Asked on 5/31/14, 7:57 am

1 Answer from Attorneys

Fca Prashant Chavan Expert Edge LLP

31.05.2014

Dear Sir / Madam,

Cheue ka bounce hona ek kanoni jurm hai aur aapko sazaa ho sakti hai. Aaplo turant jislo cheuqe diya hai usko paisay dekar apnaa cheque phirsay vaapis lena chahihye.

Regards,

Read more
Answered on 5/31/14, 8:36 am


Related Questions & Answers

More Banking Law questions and answers in India