Legal Question in Criminal Law in India

Respected Sir,

mein Alipur, Delhi-36 ka

rahne wala hun, sir mere

padosi dost ki shaadi ko 3

months hi hue the.. ki uski

wife ne ghar k ander toilet

saaf krne wala tezaab pi

kr suicide kr liya.. aur

ladki walon ne dahej

(dowri). dahej aur hatya

ka case darz kra diya..

pati dahej ki demand nhi

krta tha, but saas krti thi..

sir saas aut sasur to 2 din

k ander jamanat pr bahar

aa gye.. but husband

sareef h, aur 1 saal se jail

k ander band h..

sir, kisko saja milegi aur

kon bachega.. kyonki

guilty to sirf saas h..

aur pta chala ki ladki kisi

aur se shaadi krna chahti

thi.. is shaadi se khush nhi

thi.. sorry sir meine kuch

jyada hi likh diya, but sab

true h aur newspaper mein

b aaya tha..

sir kisko kya sja milegi,

aur pati ko kese

bachayen ??


Asked on 11/11/14, 9:51 am

1 Answer from Attorneys

FIR dekhne ke baad aur defence ko samajhne ke baad hi aapko koi opinion diya ja sakta hai.

Regards

Adv. Rajiv

Read more
Answered on 11/12/14, 12:16 am


Related Questions & Answers

More Criminal Law questions and answers in India