Mera bhai jo do bachoun ka baap hai uski bivi jo hansi khushi apny maan baap k ghar milny gyi aur wahan se us ne talaq ka case kr diya hai aur bachy b usi k pas hain, bhai talaq nahi dena chahta.
1. Agr wo through court talaq leti hai to bhai ko uska haq mehar jo 5 lakh hai wo ada krna parhy ga ya nahi?
2. Agr wo dosri shadi krti hai to bachy walid k pas aa sakty hain ya nahi? Ismain qanoon kya kehta hai?
3. Jab tak wo dosri shadi krti tb tak bachoun ka khrcha kitna ada krna parhy ga?
Bacho ki custody ka case file kro or court sy mulakatein fix krao.. Razinama hojayega talak ni hogi.. lawyergolra@gmail.com
Regards,
www.internationalattorney.info
+92-333-5339880